Once Upon A Time in Mubai Again: Ye Tune Kya Kiya Song Lyrics

Ye Tune Kya Kiya Songs Lyrics:

Ishq ki..saazishein..
Ishq ki..baaziyaan..
Haara baat..khel ke..
Do dilon..ka jua..


Kyun tune meri fursat ki
Ke dil mein itni harkat ki
Ishq mein itni barkat ki
Ye tune kya kiya


Phiroon ab maara maara main
Yaad se bichda taara mein
Dil se itna kyun haara mein
Ye tune kya kiya


Saari duniya se jeet ke mein
Aaya hoon idhar
Tere aage hi mein haara kiya
Tune kya asar


Mein dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya.

Followers